Audible会員プラン登録で、20万以上の対象タイトルが聴き放題。
-
Magadh ka Rahasya [Magadh Mystery]
- ナレーター: Surjan Singh, Dave Riddhi, Suyash Barve, Rijul Ray, Manish Dongardive, Anuj Datta, Kaushik Ramachandran, Nitin Sharma, Soham Pathak, Zubin Balaporia, Swara Sirohi Gandhi, Ira Sirohi Gandhi
- 再生時間: 9 時間 37 分
カートのアイテムが多すぎます
カートに追加できませんでした。
ウィッシュリストに追加できませんでした。
ほしい物リストの削除に失敗しました。
ポッドキャストのフォローに失敗しました
ポッドキャストのフォロー解除に失敗しました
Audible会員プラン 無料体験
あらすじ・解説
Audible presents Magadh Mystery, an Audible Original. Vidya naam ki ek yuva archeologist ne apna poora bachpan ‘Magadh ka Rahasya’ sunte huye guzara. Lekin na Vidya ko, aur na Vidya ke chhote bhai Amar ko, apne Dadaji ki sunaayi iss kahaani par bharosa thha. Vidya zarur iss kahaani se hairaan hua karti thhi. Aur jab Vidya ke pita-samaan colleague Khetrapal ko ek khudaayi ke dauraan ‘Magadh Rahasya’ se juda ek shilaa-lekh mila, aur uske baad acchanak unki hatya kar di gayi this, tab Vidya ko Magadh se jude iss gehre rahasya ki talaash mein nikal naa hi padaa. Magadh Rahasya aur uske khazaane ki talaash mein nikle Vidya aur Amar ka Khetrapal ki hatya aur sadiyon puraane itihaas se kya rishta hai, ye audio show inhin adbhut rahasyon ki kahaani hai. Toh suniye aur jaaniye, kya hai ‘Magadh ka Rahasya’.
Disclaimer: Yah ek kaalpanik kruti hai aur iskee kisee bhee vaastavik vyaktiyon, vyavasaayon, sthaanon ya ghatanaon ke saath koee bhee samaanata aakasmik hai. Is show mein pradarshit tatvon ko kisee bhee dhaarmik granth, dharm, lokakatha, kahaanee ya katha ka sateek ya sachcha niroopan nahin samajha jaana chaahie. Show mein pradarshit dhaarmik granth, dharm ya kahaanee ke liye vyakt kiye gaye vichaar aur prastuteekaran lekhak ke hain, aur audible kee nahin. Yah show kisee vyakti, sanstha, jaati, samudaay, nasl ya dharm ko apamaanit ya badanaam karane ya kisee sanstha ya vyakti, jeevit ya mrut ko neecha dikhaane ke iraade se nahin hai aur yah kisee bhee vyakti, sanstha, varg ya samudaay kee kisee dhaarmik dhaaranaon, maanyataon ya bhaavanaon ko apamaanit ya badanaam karane ka iraada nahin rakhata hai. Shrota ko vivek se faisala lene salaah dee jaatee hai.
Please note: This audiobook is in Hindi.