Magnamaati
カートのアイテムが多すぎます
カートに追加できませんでした。
ウィッシュリストに追加できませんでした。
ほしい物リストの削除に失敗しました。
ポッドキャストのフォローに失敗しました
ポッドキャストのフォロー解除に失敗しました
Audible会員プラン 無料体験
-
ナレーター:
-
Yogita Singh
-
著者:
-
Pratibha Rai
このコンテンツについて
Maati hee vinaashleela bani aur ussi maati se fhir mila punarjeevan.
1999 mein Odisha mein ek aisa bhayankar cyclone aaya jo uttari mahasagar mein abhi tak ka sabse vinaashkari cyclone tha. Samudra ka paani tatt ko paar kar 35 kilometer andar tak pahuch kar Jagatsinhpur zile ke tamaam gaaon ko tahas-nahas kar gaya aur anumaan hai ki 50,000 logon ki ismein jaan gayi.
Cyclone ke chaar din baad lekhika Pratibha Rai Jagatsinhpur zille gayin. Kuch raahat saamgri ikkathi kar unhonein bache hue logon mein baanti. Dil dehlane vale prakriti ke atirikt vahan jin logon ne apne parivaar khoye the, unki counselling bhi ki.
Inn chaar varshon ke anubhav ke adhar par Jagatsinhpur ke tattvarti shetra ke logon ke jeevan par unhone ye upanyaas racha hai. Ye maanav ke uhdamya saahas ki gaatha hai jo sab kuch loot jaane ke baad bhi jeene ki laalsa rakhta hai.
Please note: This audiobook is in Hindi.
©2018 Pratibha Rai (P)2020 Audible, Inc.