Remedial Vaastushastra (Hindi Edition)
カートのアイテムが多すぎます
カートに追加できませんでした。
ウィッシュリストに追加できませんでした。
ほしい物リストの削除に失敗しました。
ポッドキャストのフォローに失敗しました
ポッドキャストのフォロー解除に失敗しました
Audible会員プラン 無料体験
-
ナレーター:
-
Abhishek Sharma
-
著者:
-
Bhojraj Dwivedi
このコンテンツについて
Vaastav main vaastu shashtra Kee Yeh amoolya bhaint manusha ko hamaare praacheen Rishi-Muniyon ne Vishvakarma ityaadi (vaastuvigyaan ke rachayita) ne di hai. Inke maadhyam ko upyog main laakar vishva ke kaee Deshon ne faayda uthaaya hai, aur ham apne hi praachin shashtra (Vastuvigyan) par Vishvaas Nahi Karte, Uska faayda nahi Uthate, uske baare main shankit rahte hain. Vastuah Vaastuvigyaan mein jo sutra diye huye hain, unmein keval ham partyaskh roop se upar-hi-upar dekhte hain. Usmein garbhit chhipe huye vividh saaryukt tatvon ko jaanane ki ham koshish nahi karte. Aaj ke aadhunik yug mein vaastu vigyaan ke tatv ke aadhaar par plot lena, bhavan nirman karna, dukan yaa factory banaana hai ya hone waala hai, usmein bagair tode-fode vaastu shashtra ke sookshm vaastu shidhant ka upyog karke, keval chal vastuon ya furnichar ko yogya sthan agar ham dete hain to nishchit roop se hamein faayada ho sakta hai. Bina tod-fod ke vaastudosh-shaman par vishya-itihaas kee yah pehali pustak hai.
Lekhak Dr. Bhojraj Dwivedi ne is Vishay kaa gehan adhyyan kiya hai, Aur unki vaastu vishay par anekon pustak Chapi hai.
Please note: This audiobook is in Hindi.
©1980 Diamond Pocket Books Pvt. Ltd. (P)2021 Audible, Inc.