Rusty Chala London Ki Ore [Rusty Walked Toward London]
カートのアイテムが多すぎます
カートに追加できませんでした。
ウィッシュリストに追加できませんでした。
ほしい物リストの削除に失敗しました。
ポッドキャストのフォローに失敗しました
ポッドキャストのフォロー解除に失敗しました
Audible会員プラン 無料体験
-
ナレーター:
-
Sundip Ved
-
著者:
-
Ruskin Bond
このコンテンツについて
Bees saal ki umr paar karte hee Rusty Dehra chodhkar London chala jata hai. Uske mann mein sapna hai vahan jaakar ek lekhak banne ka. Din mein vah clerk ki naukari karta hai aur der raat jaagkar likhta hai. Tees saal vahan bitaane ke baavjood Rusty ko London ras nahin aata. Uske mann mein, yaadon mein ab bhi basa hai Bharat aur Dehra, jahan usne apna bachpan bitaya tha. Aakhirkaar vah Dehra vaapis aa jata hai aur fhir vahin rehta hai. London mein Rusty ke saath anek mazedaar kisse hote hain jo iss kitaab mein sammalit hain. Ruskin Bond Bharat ke atyant lokpriya lekhak hain. Lokpriya paatr Rusty ki kahaniyon ki shrinkhala mein Ruskin Bond ki yeh chauthi kitaab hai.
‘Sahitya Academy Puraskar’, “Padma Shri’ aur ‘Padma Bhushan’ se sammanit Ruskin Bond ki anya ullekhniya pustakein hain - Room on the Roof, Ve Awaara Din, Adventures of Rusty, Night Train at Deoli, Dilli ab Door nahin, Udaan, Panther’s Moon, Andhere mein ek Chehra, Ajab-Gajab meri Duniya, Mutthi Bhar Yaadein, Rasiya, Rusty aur Cheetah, Rusty jab bhaag gaya aur Rusty ki ghar waapsi.
Please note: This audiobook is in Hindi.
©2019 Ruskin Bond (P)2020 Audible, Inc.