Sargam (Hindi Edition)
カートのアイテムが多すぎます
カートに追加できませんでした。
ウィッシュリストに追加できませんでした。
ほしい物リストの削除に失敗しました。
ポッドキャストのフォローに失敗しました
ポッドキャストのフォロー解除に失敗しました
Audible会員プラン 無料体験
-
ナレーター:
-
Babla Kochhar
-
著者:
-
Firaq Gorakhpuri
このコンテンツについて
'iraaq’ saahab ne anginat ghazalein, nazmein, rubaayiyaan, katye, ityaadi likhein hain. Samalochak bhi vah ucch-koti ke the lekin smaran ve sadaa apni ghazalon aur ghazalon ke unn sheron ke kaaran kiye jaayeingay jinki sankhya sainkdon tak pahuchti hai aur jo nihsandeh classic ka darza rakhte hain, unhee sheron ke kaaran jinmein tassafuk ghazal ki paramparaagat kathavastu se lekar raajneeti aur varFg-sangharsh tak sabhi kuch hai. Mashhoor shayar Firaaq Gorakhpuri ki chuni hui behtareen ghazalon ka sankalan hai Sargam.
Ismein sammilit ghazalein Firaaq sahib ne swayam chuni thi. Firaaq se pehle Urdu shayari mein karun aur shaant ras ka aisa anokha sangam kabhi-kabaar Ghalib aur Meera jaise mahaan shayaron ki shayari mein hee dekhne ko milta hai. Sargam ki ghazalon mein prem aur sondarya ke sambandhon aur pratikriyaon ki jo anugoonjein sunayi deti hai veh mann ki gehraaiyiyon mein utar jaati hain. Inn anugunjon mein sangeet hai, sehajta hai aur dharti ki sungandh bhi hai. Urdu shayari ke ithihaas mein Firaaq gorakhpuri ka aagmann ek yugantarkaari ghatna ke roop mein darz hai. Urdu shayari ki lagbhag dhayi sau saal purani paramparaa ka poora-poora dhyaan rakhte hue use ek nayi awaaz, naya swar dena Firaaq ki kalam ka sabse bada yogdaan hai.
India is battling an educational crisis of unprecedented proportions. Half of the country’s Standard 5 students cannot read a Standard 2 level text in their native language. Seventy-six percent of Indian students don’t make it to college. The list of alarming statistics doesn’t end there. But who are the faces behind these statistics? What are their stories? What would it take to alter their futures and subsequently, the future of India? Grey Sunshine tells the human stories behind the national crisis we see - and yet don’t see - every single day: the state of Indian education. It is an invitation to walk in the shoes of hundreds of thousands of children from less privileged backgrounds. Battling the injustices of poverty alongside them are 4,000 unlikely leaders from Teach for India, a two-year fellowship programme that places young people as full-time teachers in government classrooms across the country. The stories of these students and teachers represent the struggle to reform a failing education system and the hope for a brighter sun to shine tomorrow.
Please note: This audiobook is in Hindi.
©2017 Rajpal and Sons (P)2020 Audible, Inc.