サンプル
  • एक डाली के तीन फूल

  • 著者: Aruna Tripathi
  • ナレーター: Mahjabeen
  • 2022/10/06
  • 再生時間: 28 分
  • ポッドキャスト

Audible会員プラン 無料体験

会員は、12万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

एक डाली के तीन फूल

著者: Aruna Tripathi
ナレーター: Mahjabeen
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Nalini jab college mein daakhila leti hai toh waha uski mulakat apni hamshakal Jyoti se hoti hai. Jab Jyoti ke pita Dr Prashant ko ye baat pata chalti hai toh wo Nalini aur uske gharwaalon se milte hain. Wo un dono ka parikshan karate hain jisme ye sabit ho jata hai ki wo dono judwa behne hain. Ye pata lagane ke liye ki bacho ki adla badly kisne aur kiske saath ki wo Kanpur ke us aspatal pohochte hain jaha unki beti ka janam hua tha. Unhe pata chalta hai ki unki patni jo bache ke janam ke saath chal basi thi unhone ek bete ko janam diya tha. Unke bete ko kisi ne apni judwa betiyo mein se ek beti se badal diya tha. Is wajah se aaj Jyoti unki beti bankar badi hui thi jabki unka apna beta kisi aur ke ghar mein tha. Wo Nalini ke ghar jaa kar uske bhai yani unke bete Deepak se milte hain jo bilkul unke jaisa dikhta hai. Wo Deepak ki maa ke aage kuch aisa kehte hain jisse wo sab kuch samajh jaati hain. Wo dar jaati hain aur agle din Dr Prashant ke ghar jaa kar apni galti svikarte hue maafi mangti hai aur kehti hai ki apne pati se darne ki wajah se nurse ko paise dekar bete ko churaya gaya tha. Dr Prashant usko maaf kar dete hain aur kehte hain ki wo apni beti Jyoti se bohot pyaar karte hain aur use khud se door nahi kar sakte hain.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示
activate_samplebutton_t1

あらすじ・解説

Nalini jab college mein daakhila leti hai toh waha uski mulakat apni hamshakal Jyoti se hoti hai. Jab Jyoti ke pita Dr Prashant ko ye baat pata chalti hai toh wo Nalini aur uske gharwaalon se milte hain. Wo un dono ka parikshan karate hain jisme ye sabit ho jata hai ki wo dono judwa behne hain. Ye pata lagane ke liye ki bacho ki adla badly kisne aur kiske saath ki wo Kanpur ke us aspatal pohochte hain jaha unki beti ka janam hua tha. Unhe pata chalta hai ki unki patni jo bache ke janam ke saath chal basi thi unhone ek bete ko janam diya tha. Unke bete ko kisi ne apni judwa betiyo mein se ek beti se badal diya tha. Is wajah se aaj Jyoti unki beti bankar badi hui thi jabki unka apna beta kisi aur ke ghar mein tha. Wo Nalini ke ghar jaa kar uske bhai yani unke bete Deepak se milte hain jo bilkul unke jaisa dikhta hai. Wo Deepak ki maa ke aage kuch aisa kehte hain jisse wo sab kuch samajh jaati hain. Wo dar jaati hain aur agle din Dr Prashant ke ghar jaa kar apni galti svikarte hue maafi mangti hai aur kehti hai ki apne pati se darne ki wajah se nurse ko paise dekar bete ko churaya gaya tha. Dr Prashant usko maaf kar dete hain aur kehte hain ki wo apni beti Jyoti se bohot pyaar karte hain aur use khud se door nahi kar sakte hain.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan

एक डाली के तीन फूलに寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。