-
चाहत का संग्राम : भाग
- 著者: Sureshchandra Mishra
- ナレーター: Manish Singhal
- 2022/10/06
- 再生時間: 26 分
- ポッドキャスト
カートのアイテムが多すぎます
ご購入は五十タイトルがカートに入っている場合のみです。
カートに追加できませんでした。
しばらく経ってから再度お試しください。
ウィッシュリストに追加できませんでした。
しばらく経ってから再度お試しください。
ほしい物リストの削除に失敗しました。
しばらく経ってから再度お試しください。
ポッドキャストのフォローに失敗しました
ポッドキャストのフォロー解除に失敗しました
Audible会員プラン 無料体験
会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます
-
サマリー
あらすじ・解説
21 March, 2020 ki raat ke 11 baje Uttar Pradesh ke Fatehpur zile ke Chandpur gaon mein ek aadmi ki hatya hone ki khabar police ko lagi. Pata chala ki Babu Singh ke bete Yashwant ki hatya hui thi. Uski patni Pratiksha Singh ke mutabik raat ke takreeban 9 baje 2 naqabkosh badmash lutpat ke iraade se ghar aaye aur uske pati ke virodh karne par kulhadi se hatya kardi. Yashwant ke bade bhai Ravindra Singh aur maa ka kuch alag hi kehna tha. Unke mutabik pratiksha ka kisi Sangram Singh ke saath avaidh sambandh hai aur usi ne apne aashik ke saath milkar ye hatya karai hai. Police ne Pratiksha Singh ko thane bulaya aur uska mobile phone khangala. Usme Sangram Singh ke saath uske kai ashlil photo the. Thodi sakhti baratne par Pratiksha toot gayi aur ye hatya kabool Karli. Fir police ne Sangram Singh par Shikanja kasa aur use Chandpur gaon ke bahar panditji ke tubewell se dhar dabocha. Usne bataya ki Pratiksha ke uksaane par usne ye hatya ki thi. Police ne dono ko giraftar kar liya.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan