プレビューの再生
  • दीमक: अविनाश के प्यार में क्या दीपंकर को भूल गई नम्रता?

  • 著者: Suman Bajpayee
  • ナレーター: Yogita Singh
  • 2022/09/15
  • 再生時間: 15 分
  • ポッドキャスト

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

दीमक: अविनाश के प्यार में क्या दीपंकर को भूल गई नम्रता?

著者: Suman Bajpayee
ナレーター: Yogita Singh
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Avneesh na sirf Namrata ke shareer ko balki use aarthik roop se bhi khokhla kar raha tha. Pati Deepankar ki ger maujoodgi mein Namrata Avneesh ke prem mein is kadar pagal thi ki us par khoob paise luta rahi thee aur Avneesh tha ki use andar hi andar khokhla kiye jaa raha tha. Wo na sirf uska paisa balki har tarah ki aish ke mauj loot raha tha. Jab Avneesh ki maange nirantar badhati gayi toh Namrata ko lagta ki wo pati Deepankar ke paise Avneesh par luta kar acha nahi kar rahi. Aur phir Deepankar ne ye ehsaas to nahi karaya hai ki wo usse pyaar nahi karta hai. Use samajh nahi aa raha tha ki uske mann aur shareer par haavi hote ja rahe Avneesh roopi deemak par vo kis spray ka chhidakaav kare. Use ehsaas hua ki apne pati ki kamiyon aur rishte se naakhush hone ke kaaran uske bhitar se sanvednaon ka jo bahaav ho raha hai, us ki nami mein deemak ne apna ghar bana liya hai. Usne ek fainsla kar liya ki deemak uske jeevan ko kise buraade mein badal de, usse pehle hi use chhidkaav karana hoga. Namrata ne spray karane waali company ko phone kar diya. Tabhi Avneesh ka phone aane laga, uski 5 missedd call thi. Usne mobile silent mode par kar diya.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2022 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Avneesh na sirf Namrata ke shareer ko balki use aarthik roop se bhi khokhla kar raha tha. Pati Deepankar ki ger maujoodgi mein Namrata Avneesh ke prem mein is kadar pagal thi ki us par khoob paise luta rahi thee aur Avneesh tha ki use andar hi andar khokhla kiye jaa raha tha. Wo na sirf uska paisa balki har tarah ki aish ke mauj loot raha tha. Jab Avneesh ki maange nirantar badhati gayi toh Namrata ko lagta ki wo pati Deepankar ke paise Avneesh par luta kar acha nahi kar rahi. Aur phir Deepankar ne ye ehsaas to nahi karaya hai ki wo usse pyaar nahi karta hai. Use samajh nahi aa raha tha ki uske mann aur shareer par haavi hote ja rahe Avneesh roopi deemak par vo kis spray ka chhidakaav kare. Use ehsaas hua ki apne pati ki kamiyon aur rishte se naakhush hone ke kaaran uske bhitar se sanvednaon ka jo bahaav ho raha hai, us ki nami mein deemak ne apna ghar bana liya hai. Usne ek fainsla kar liya ki deemak uske jeevan ko kise buraade mein badal de, usse pehle hi use chhidkaav karana hoga. Namrata ne spray karane waali company ko phone kar diya. Tabhi Avneesh ka phone aane laga, uski 5 missedd call thi. Usne mobile silent mode par kar diya.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2022 Delhi Press Patra Prakashan

दीमक: अविनाश के प्यार में क्या दीपंकर को भूल गई नम्रता?に寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。