プレビューの再生
  • प्यार पर पूर्णविराम

  • 著者: Er. Asha Sharma
  • ナレーター: Yogita Singh
  • 2022/09/15
  • 再生時間: 21 分
  • ポッドキャスト

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

प्यार पर पूर्णविराम

著者: Er. Asha Sharma
ナレーター: Yogita Singh
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Purnima Ajay se bohot pyaar karti thi, dono kaafi samay se saath the aur shaadi bhi karna chahte the magar Purnima ne usse chod diya kyunki wo samajh gayi thi ki Ajay is pyaar mein had se zada ekadhikar ki Bhawna rakhta tha. Wo usse dusre ladko se baat bhi nahi karne deta tha, wo samajh gayi thi ki ye sab aage jaa kar uske liye musibat khadi karega, isliye usne kisi aur ladke se shaadi kar li. Is baat ko 10 saal beet gaye the, ab Purnima 2 bacchon ki maa ban chuki thi aur ek college mein padhati thi. Ek din achanak usse Ajay ka message aaya, aur fir phone. Purnima ko dar tha ki kahi uski male ego pe thes na pahuche isliye wo uske phone utha leti. Ajay usse milna chahta tha aur iske liye 20 taarikh tey ki gayi, tab Purnima bhi kisi kaam se delhi mein thi wo dono ek hotel mein mile aur kareeb aane waale the tab hi uske pati ka phone aaya aur wo hosh mein aa gayi aur usne Ajay se kaha ki unhe kabhi nahi milna chahiye, magar wo nahi maana aur usse message aur phone karta raha. Uske zid karne par Poornima usse aakhri baar milne gayi aur usse pucha ki agar uski biwi aisa karegi toh usse kaisa lagega tab wo samajh gaya aur fir na milne ka wada de diya.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2022 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Purnima Ajay se bohot pyaar karti thi, dono kaafi samay se saath the aur shaadi bhi karna chahte the magar Purnima ne usse chod diya kyunki wo samajh gayi thi ki Ajay is pyaar mein had se zada ekadhikar ki Bhawna rakhta tha. Wo usse dusre ladko se baat bhi nahi karne deta tha, wo samajh gayi thi ki ye sab aage jaa kar uske liye musibat khadi karega, isliye usne kisi aur ladke se shaadi kar li. Is baat ko 10 saal beet gaye the, ab Purnima 2 bacchon ki maa ban chuki thi aur ek college mein padhati thi. Ek din achanak usse Ajay ka message aaya, aur fir phone. Purnima ko dar tha ki kahi uski male ego pe thes na pahuche isliye wo uske phone utha leti. Ajay usse milna chahta tha aur iske liye 20 taarikh tey ki gayi, tab Purnima bhi kisi kaam se delhi mein thi wo dono ek hotel mein mile aur kareeb aane waale the tab hi uske pati ka phone aaya aur wo hosh mein aa gayi aur usne Ajay se kaha ki unhe kabhi nahi milna chahiye, magar wo nahi maana aur usse message aur phone karta raha. Uske zid karne par Poornima usse aakhri baar milne gayi aur usse pucha ki agar uski biwi aisa karegi toh usse kaisa lagega tab wo samajh gaya aur fir na milne ka wada de diya.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2022 Delhi Press Patra Prakashan

प्यार पर पूर्णविरामに寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。