プレビューの再生
  • बंद आकाश खुला आकाश

  • 著者: Bhuvanchandra Joshi
  • ナレーター: Manish Singhal
  • 2022/10/06
  • 再生時間: 12 分
  • ポッドキャスト

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

बंद आकाश खुला आकाश

著者: Bhuvanchandra Joshi
ナレーター: Manish Singhal
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Maine apne shauk ko poora karne ke liye ek tota khareeda aur usse ek pinjre me band kar diya. Kuch samay baad hi uss pinjre mein tote ki chatpatahat aur bechaini ne hume pareshan kar diya. Jab bhi vo tota dusre toton ke jhund ko dekhta, bechain ho jata. Ek baar pinjra kholne par bhi vo zyada udd na saka aur maine usse phir pinjre mein band kar diya. Phir ek baar toton ka samuh dekhne par vo ekdum pareshan ho gaya magar tab bhi pinjra kholne par vo udd na saka. Uske pankh bhi kamzor ho gaye the aur vo udna bhul gaya tha. Issi tarah samay beet ta gaya aur vo pinjre ko apni niyati maan kar reh gaya. Magar ek din jab kheton me tote aaye hue the, mai pinjre ko lekar wahan pahunchi aur usse khol diya. Tote ne turant bahar kadam rakha aur dheere dheere koshish karta hua tote ke un samuhon ke beench pahuncha. Apno ke beech vo bohot khush tha.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Maine apne shauk ko poora karne ke liye ek tota khareeda aur usse ek pinjre me band kar diya. Kuch samay baad hi uss pinjre mein tote ki chatpatahat aur bechaini ne hume pareshan kar diya. Jab bhi vo tota dusre toton ke jhund ko dekhta, bechain ho jata. Ek baar pinjra kholne par bhi vo zyada udd na saka aur maine usse phir pinjre mein band kar diya. Phir ek baar toton ka samuh dekhne par vo ekdum pareshan ho gaya magar tab bhi pinjra kholne par vo udd na saka. Uske pankh bhi kamzor ho gaye the aur vo udna bhul gaya tha. Issi tarah samay beet ta gaya aur vo pinjre ko apni niyati maan kar reh gaya. Magar ek din jab kheton me tote aaye hue the, mai pinjre ko lekar wahan pahunchi aur usse khol diya. Tote ne turant bahar kadam rakha aur dheere dheere koshish karta hua tote ke un samuhon ke beench pahuncha. Apno ke beech vo bohot khush tha.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan

बंद आकाश खुला आकाशに寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。