プレビューの再生
  • बाढ़: क्या मीरा और रघु के संबंध लगे सुधरने

  • 著者: Sarwesh Washrney
  • ナレーター: Mahjabeen
  • 2022/10/06
  • 再生時間: 13 分
  • ポッドキャスト

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

बाढ़: क्या मीरा और रघु के संबंध लगे सुधरने

著者: Sarwesh Washrney
ナレーター: Mahjabeen
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Kai saalon pehele Meera ne Raghu ko chod diya kyuki vo zimmedaar insaan nahi tha. Uss vaqt unka beta dhai saal ka tha, ab dus saal ka ho gaya hai. Ek din baarish ki vajah se bijli chali gayi aur uska beta ghar mein akela tha. Meera office se nikli aur usne dekha ki har taraf baadh jaisi halat ho gayi thi. Jitna aage ja saki, vo gayi, aur ek building ke neeche aa khadi hui. Usse ehsaas hua ki issi building mein vo Raghu ke saath reheti thi. Ummed mein Raghu ki sahayata lene vo upar gayi. Raghu mila aur usne Meera ko andar bulakar uska ache se khyaal rakha. Raghu phir bacche ko lene jata hai magar tab tak usse baadh suraksha shivir me pahunchaya ja chuka tha. Tab uss din vo dono saath rehte hai aur Meera dekhti hai ki vo bohot zimmedaar ho gaya hai aur khush hoti hai. Raghu batata hai ki vo badal gaya hai, uski har kaam mein madad karega aur phir se saath mein rehena chahta hai. Meera maan jati hai, Raghu shivir se bete ko le aata hai aur teeno phir nayi zindagi shuru karte hain.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Kai saalon pehele Meera ne Raghu ko chod diya kyuki vo zimmedaar insaan nahi tha. Uss vaqt unka beta dhai saal ka tha, ab dus saal ka ho gaya hai. Ek din baarish ki vajah se bijli chali gayi aur uska beta ghar mein akela tha. Meera office se nikli aur usne dekha ki har taraf baadh jaisi halat ho gayi thi. Jitna aage ja saki, vo gayi, aur ek building ke neeche aa khadi hui. Usse ehsaas hua ki issi building mein vo Raghu ke saath reheti thi. Ummed mein Raghu ki sahayata lene vo upar gayi. Raghu mila aur usne Meera ko andar bulakar uska ache se khyaal rakha. Raghu phir bacche ko lene jata hai magar tab tak usse baadh suraksha shivir me pahunchaya ja chuka tha. Tab uss din vo dono saath rehte hai aur Meera dekhti hai ki vo bohot zimmedaar ho gaya hai aur khush hoti hai. Raghu batata hai ki vo badal gaya hai, uski har kaam mein madad karega aur phir se saath mein rehena chahta hai. Meera maan jati hai, Raghu shivir se bete ko le aata hai aur teeno phir nayi zindagi shuru karte hain.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan

बाढ़: क्या मीरा और रघु के संबंध लगे सुधरनेに寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。