プレビューの再生

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

लाइफ कोच

著者: Mini Singh
ナレーター: Priyadarshini Sharma
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Kiran aur Nakul ne prem vivah kiya tha lekin shaadi ke baad Kiran ke dominating nature ki wajah se vo hamesha Nakul ko sikhane aur aadesh dene mein lagi reheti. Apni beti Pihu ki or bhi bada rukha vyvhaar karti. Office ke kuch kaam se Nakul Mumbai ja raha tha aur Kiran usse lagatar samjhati rahi ki usse kya karna chaiye aur kya nahi. Waha ek din apni mann ki nirasha ke saath vo samudra ke kinare baitha aur tabhi ek bacchi ne usse khelne ke liye pukara. Nakul ka dil usse mil gaya aur dono kuch der pyaar se khelte rahe. Uske lagatar usse strong man, brave uncle jaise sambodhan bolne se Nakul khush hua. Kiran ki wajah se vo sachmuch khud ko kamzor mehsoos karne laga tha magar ab usse ghutan se azadi chaiye aur usne tay kiya ki vo ghar jakar Kiran ko saaf saaf keh dega vo jis tarah jeena chahta hai vaise hi jeeyega aur agar Kiran ko ye pasand na aaye toh vo alag hone ko taiyaar hai. Yeh faisla le kar uske honthon par atmavishwas bhari muskaan khil uthi.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Kiran aur Nakul ne prem vivah kiya tha lekin shaadi ke baad Kiran ke dominating nature ki wajah se vo hamesha Nakul ko sikhane aur aadesh dene mein lagi reheti. Apni beti Pihu ki or bhi bada rukha vyvhaar karti. Office ke kuch kaam se Nakul Mumbai ja raha tha aur Kiran usse lagatar samjhati rahi ki usse kya karna chaiye aur kya nahi. Waha ek din apni mann ki nirasha ke saath vo samudra ke kinare baitha aur tabhi ek bacchi ne usse khelne ke liye pukara. Nakul ka dil usse mil gaya aur dono kuch der pyaar se khelte rahe. Uske lagatar usse strong man, brave uncle jaise sambodhan bolne se Nakul khush hua. Kiran ki wajah se vo sachmuch khud ko kamzor mehsoos karne laga tha magar ab usse ghutan se azadi chaiye aur usne tay kiya ki vo ghar jakar Kiran ko saaf saaf keh dega vo jis tarah jeena chahta hai vaise hi jeeyega aur agar Kiran ko ye pasand na aaye toh vo alag hone ko taiyaar hai. Yeh faisla le kar uske honthon par atmavishwas bhari muskaan khil uthi.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan

लाइफ कोचに寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。