プレビューの再生

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

लौटती बहारें

著者: Neelu Chopra
ナレーター: Priyadarshini Sharma
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Meenu 2 mahine pehele hi apne pati Shekhar se shaadi karke sasuraal aayi thi jisse vo bohut pyaar bhi karti thi. Iss ghar mein pyaar aur apnapan na milne aur baar baar sunaye jane ke baad vo kuch din maike laut ti hai. Waha vo dekhti hai ki uske chote bhai Raju aur choti behen Renu ke tevar badle hue hain aur vo galat disha mein ja rahe hain. Renu kisi ladke ke chakkar mein thi aur Raju bike mein laga reheta tha aur aksar college se bunk maarta tha. Iss baar maike mein bhi apnapan na milne par Meenu udaas si jaldi ghar laut aayi. Kuch din baad uski nanad Neelam ke gehne chori hone par usne apne gehne usse de diye taaki Neelam apne sasuraal mein taanon se bach sake. Yeh dekh kar yaha sabhi log usse apnepan se pesh aane lage. Ek din uske pita ka phone aata hai ki uski maa ki tabiyat theek nahi hai aur vo fauran unki seva karne pahunchti hai. Apni saheli ki madad se vo apne bhai behen ko bhi sahi rasta dikhati hai. Tab uski maa pyaar se keheti hai ki betiyaan shaadi ke baad bhi beton se badhkar reheti hai.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Meenu 2 mahine pehele hi apne pati Shekhar se shaadi karke sasuraal aayi thi jisse vo bohut pyaar bhi karti thi. Iss ghar mein pyaar aur apnapan na milne aur baar baar sunaye jane ke baad vo kuch din maike laut ti hai. Waha vo dekhti hai ki uske chote bhai Raju aur choti behen Renu ke tevar badle hue hain aur vo galat disha mein ja rahe hain. Renu kisi ladke ke chakkar mein thi aur Raju bike mein laga reheta tha aur aksar college se bunk maarta tha. Iss baar maike mein bhi apnapan na milne par Meenu udaas si jaldi ghar laut aayi. Kuch din baad uski nanad Neelam ke gehne chori hone par usne apne gehne usse de diye taaki Neelam apne sasuraal mein taanon se bach sake. Yeh dekh kar yaha sabhi log usse apnepan se pesh aane lage. Ek din uske pita ka phone aata hai ki uski maa ki tabiyat theek nahi hai aur vo fauran unki seva karne pahunchti hai. Apni saheli ki madad se vo apne bhai behen ko bhi sahi rasta dikhati hai. Tab uski maa pyaar se keheti hai ki betiyaan shaadi ke baad bhi beton se badhkar reheti hai.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan

लौटती बहारेंに寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。