プレビューの再生

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

लौट जाओ सुमित्रा

著者: Suman Bajpayee
ナレーター: Priyadarshini Sharma
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Shaadi ke 12 saal baad Sumitra apne sanyaas le chuke pita ko kehti hai ki wo zindagi ke saare sambandhon ki ghutan se mukt hona chahti hai. Uska pati usse apni bhavnaye share nahi karta aur use ek vastu ki tarah treat karta hai. Unke beech ab pyaar mahsus nahi hota, aur apne bacchon ke saath bhi woh judaav mehssos nahi karti jo hona chahiye. Isliye wo sab kuch chod kar jaana chahti hai. Uske pita usko samjhate hai ki zimmedariyon ke bawajud sab chod kar chale jana palayan hai jo uchit nahi. Ek stree ko apna parivar sambhalna hota hai. Sumitra savaal puchti rahi aur unke jawaabon se asehmat nazar aa rahi thi. Uske pita ne usko samjhaya ki apne andar ki budhijeevi se mile. Adhyapan shuru kare aur apna dayitva nibhate hue aage bade, sangarsh ka raasta chune aur wahi uske liye sabse acha raasta hai. Sumitra samjhi, aur usne apna vishwaas jagaya, ki ab use wapis aana hai.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Shaadi ke 12 saal baad Sumitra apne sanyaas le chuke pita ko kehti hai ki wo zindagi ke saare sambandhon ki ghutan se mukt hona chahti hai. Uska pati usse apni bhavnaye share nahi karta aur use ek vastu ki tarah treat karta hai. Unke beech ab pyaar mahsus nahi hota, aur apne bacchon ke saath bhi woh judaav mehssos nahi karti jo hona chahiye. Isliye wo sab kuch chod kar jaana chahti hai. Uske pita usko samjhate hai ki zimmedariyon ke bawajud sab chod kar chale jana palayan hai jo uchit nahi. Ek stree ko apna parivar sambhalna hota hai. Sumitra savaal puchti rahi aur unke jawaabon se asehmat nazar aa rahi thi. Uske pita ne usko samjhaya ki apne andar ki budhijeevi se mile. Adhyapan shuru kare aur apna dayitva nibhate hue aage bade, sangarsh ka raasta chune aur wahi uske liye sabse acha raasta hai. Sumitra samjhi, aur usne apna vishwaas jagaya, ki ab use wapis aana hai.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan

लौट जाओ सुमित्राに寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。