-
अपनी ही दुश्मन- भाग : कविता के वैवाहिक जीवन में जल्दबाजी कैसे बनी मुसीबत
- 著者: Deepa Pandey
- ナレーター: Kanupriya Rishimum
- 2022/10/06
- 再生時間: 25 分
- ポッドキャスト
カートのアイテムが多すぎます
ご購入は五十タイトルがカートに入っている場合のみです。
カートに追加できませんでした。
しばらく経ってから再度お試しください。
ウィッシュリストに追加できませんでした。
しばらく経ってから再度お試しください。
ほしい物リストの削除に失敗しました。
しばらく経ってから再度お試しください。
ポッドキャストのフォローに失敗しました
ポッドキャストのフォロー解除に失敗しました
Audible会員プラン 無料体験
会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます
-
サマリー
あらすじ・解説
Kavita ki shaadi Suresh se hone ke 1.5 saal baad hi bete Monu ko leke mayke aa gayi. Usne Bhabhi ko bataya ki uska pati baudam tha aur unki zindagi ekdum niras thi, usne Monu ko mayke mein chod diya aur wapas Suresh ke paas chali gayi. 5 saal guzar gaye aur wo Kanpur chod kar Lucknow mein naukri karne lagi, Monu ko bhi paas bula liya, Suresh hafte mein 1-2 baar aata tha. Kavita ka night parties mein jaane lagi, ek din Suresh dopehar mein ghar aa gaya toh Kavita ko kisi mard ke saath paya. Us din se wo uski zindagi se nikal gaya. Kavita ka ab Akhilendra ke saath chakkar chal raha tha, jo London mein rehne wala vyavsai tha. Samay beeta Monu 20 saal ka ho gaya, uska uthna baitha netaon ke chamcho ke saaath hone laga. Akhilendra saal mein 1-2 baar Kavita se milne aata, is baar wo aaya toh usne Monu ko bataya ki uski biwi ka dehant ho gaya hai aur ab wo Kavita se shaadi karke yahi rahega. Monu ko laga ki ab use maa se paise milne band ho jaenge toh usne Akhilendra ko maar dala aur ilzaam Kavite pe daal diya.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan