プレビューの再生
  • Crime Stories by Delhi Press, Season 15

  • 著者: Delhi Press
  • ナレーター: Neeraj Yadav
  • ポッドキャスト

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

Crime Stories by Delhi Press, Season 15

著者: Delhi Press
ナレーター: Neeraj Yadav
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Audible prastut karta hai Crime Stories by Delhi Press ka sankalan. Akhbaar ki surkhiyon mein kayi apraadh ke qisse dil dehla dete hain. Aakhir sach kya hai, koi hadsa kaise hua, uske peechhe kiska haath tha, apraadhi bach kar kaise nikla? Ek ghatna ke peechhe kayi raaz hote hain, chhupi huyi kahaniyan hoti hain aur gupt kadiyan hoti hain. Har kirdaar ki alag maansikta hoti hai, jise samajhne ke liye unki duniya mein jaana padta hai. Hatya, balatkaar, chori, dhokhe ki kahaniyan samaaj ke ek aise pehlu par roshni daalti hain jise samajhna mushkil aur dilchasp bhi. Sansanikhez khabaron ke peechhe romanchak kahaniyan hain jo suljhaana kathin hai. Satya ki talaash mein tehkikaat karte kirdaar aapke saamne kayi sawaal layenge. Yeh kahaniyan aapko apraadh ke uss mod tak le jayengi jahan rahasya ke saath uljhan aur halchal bhi hai. Kya aap sach ki iss khoj mein shaamil hona chaahenge?
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Audible prastut karta hai Crime Stories by Delhi Press ka sankalan. Akhbaar ki surkhiyon mein kayi apraadh ke qisse dil dehla dete hain. Aakhir sach kya hai, koi hadsa kaise hua, uske peechhe kiska haath tha, apraadhi bach kar kaise nikla? Ek ghatna ke peechhe kayi raaz hote hain, chhupi huyi kahaniyan hoti hain aur gupt kadiyan hoti hain. Har kirdaar ki alag maansikta hoti hai, jise samajhne ke liye unki duniya mein jaana padta hai. Hatya, balatkaar, chori, dhokhe ki kahaniyan samaaj ke ek aise pehlu par roshni daalti hain jise samajhna mushkil aur dilchasp bhi. Sansanikhez khabaron ke peechhe romanchak kahaniyan hain jo suljhaana kathin hai. Satya ki talaash mein tehkikaat karte kirdaar aapke saamne kayi sawaal layenge. Yeh kahaniyan aapko apraadh ke uss mod tak le jayengi jahan rahasya ke saath uljhan aur halchal bhi hai. Kya aap sach ki iss khoj mein shaamil hona chaahenge?
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
エピソード
  • पति से दूरी ने बढ़ाया यार से प्यार
    2022/09/01
    Meenakshi ke ghar par kisi ne ghanti bajaayi. Uski saheli Preeti kaafi ghabraayi huyi thi aur usne bataaya ki uske pati ka accident ho gaya hai. Meenakshi apne saath pados ke doctor Anil ko bhi le gayi. Preeti ke ghar par uska pati Hemant gambhir haalat mein tha. Hospital pohonch kar use mrit ghoshit kar diya gaya. Lekin uska yeh accident hua kaise tha? Kya uski patni kuchh chhupa rahi thi? Police ko tehkikaat mein kuchh suraag mile.
    続きを読む 一部表示
    14 分
  • पतिहंत्री- क्या प्रेमी के लिए पति को मौत के घाट उतार पाई अनामिका?
    2022/09/01
    Kishan aur Anamika pati-patni the. Kishan ek sadharan vyakti tha. Sameer Kishan ka dost tha jo uske pados mein rehta tha. Anamika ko Kishan ki tulna mein Sameer zyada achcha lagne laga. Vah Sameer se phone par baat karti rehti aur phir unke beech sambandh bhi ban gaye. Kishan ko iss baat ka pata chala aur usne Anamika ko chetavani di lekin vah nahin maani. Lekin phir Anamika aur Sameer ne mil kar kya yojna banaayi?
    続きを読む 一部表示
    8 分
  • पिता के प्यार पर भारी मां की ममता
    2022/09/01
    Sunita apne bhai Rajesh ko dhoondh rahi thi aur uske na milne par pareshaan ho gayi thi. Vah kaafi samay se gaayab tha. Vah apne bete aur patni Seema ke saath rehta tha. Police ko koi suraag nahin mil raha tha. Police ki nazar mein ek ladka tha jiska shaayad iss case se koi naata tha. Ashu naam ka yeh ladka kaun tha aur Rajesh ke bete Manav se vah kya chaahta tha? Seema ne police se kaunsi baat chhupaayi thi?
    続きを読む 一部表示
    20 分

Crime Stories by Delhi Press, Season 15に寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。