プレビューの再生
  • Crime Stories by Delhi Press, Season 16

  • 著者: Delhi Press
  • ナレーター: Nitin Sharma
  • ポッドキャスト

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

Crime Stories by Delhi Press, Season 16

著者: Delhi Press
ナレーター: Nitin Sharma
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Audible prastut karta hai Crime Stories by Delhi Press ka sankalan. Akhbaar ki surkhiyon mein kayi apraadh ke qisse dil dehla dete hain. Aakhir sach kya hai, koi hadsa kaise hua, uske peechhe kiska haath tha, apraadhi bach kar kaise nikla? Ek ghatna ke peechhe kayi raaz hote hain, chhupi huyi kahaniyan hoti hain aur gupt kadiyan hoti hain. Har kirdaar ki alag maansikta hoti hai, jise samajhne ke liye unki duniya mein jaana padta hai. Hatya, balatkaar, chori, dhokhe ki kahaniyan samaaj ke ek aise pehlu par roshni daalti hain jise samajhna mushkil aur dilchasp bhi. Sansanikhez khabaron ke peechhe romanchak kahaniyan hain jo suljhaana kathin hai. Satya ki talaash mein tehkikaat karte kirdaar aapke saamne kayi sawaal layenge. Yeh kahaniyan aapko apraadh ke uss mod tak le jayengi jahan rahasya ke saath uljhan aur halchal bhi hai. Kya aap sach ki iss khoj mein shaamil hona chaahenge?
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2022 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Audible prastut karta hai Crime Stories by Delhi Press ka sankalan. Akhbaar ki surkhiyon mein kayi apraadh ke qisse dil dehla dete hain. Aakhir sach kya hai, koi hadsa kaise hua, uske peechhe kiska haath tha, apraadhi bach kar kaise nikla? Ek ghatna ke peechhe kayi raaz hote hain, chhupi huyi kahaniyan hoti hain aur gupt kadiyan hoti hain. Har kirdaar ki alag maansikta hoti hai, jise samajhne ke liye unki duniya mein jaana padta hai. Hatya, balatkaar, chori, dhokhe ki kahaniyan samaaj ke ek aise pehlu par roshni daalti hain jise samajhna mushkil aur dilchasp bhi. Sansanikhez khabaron ke peechhe romanchak kahaniyan hain jo suljhaana kathin hai. Satya ki talaash mein tehkikaat karte kirdaar aapke saamne kayi sawaal layenge. Yeh kahaniyan aapko apraadh ke uss mod tak le jayengi jahan rahasya ke saath uljhan aur halchal bhi hai. Kya aap sach ki iss khoj mein shaamil hona chaahenge?
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2022 Delhi Press Patra Prakashan
エピソード
  • प्रतीक्षा की गलती
    2022/09/15
    Yashwant jab apni suhaagraat par pehli baar Pratiksha se mila toh uske khulepan ko dekh kar hairaan reh gaya. Yeh Yashwant ki doosri shaadi thi. Pehle use Pratiksha ke chaalchalan par shaq hua, par aisa kuchh nahin nikla toh vah chup ho gaya. Phir unka ek beta hua jise baad mein nana ke paas padhne bhej diya. Dono ke beech mein dooriyan badhne lagi thi. Ek subah pata chala ki Yashwant ki hatya ho gayi hai. Iske peechhe kiska haath ho sakta tha?
    続きを読む 一部表示
    17 分
  • प्रिया मेहरा मर्डर केस
    2022/09/15
    Ek raat Pankaj Mehra aur uski patni Priya apne bete ke saath raat ko car se ghoomne nikle. Pehle unhone Pankaj ke bhai ke restaurant par khaana khaya, phir Gurudwara Bangla Saheb ki taraf gaye. Phir khaane ki ichchha huyi toh doosri taraf nikal gaye. Tabhi kuchh logon ne raasta rok kar unn par hamla kar diya aur lootpaat karne lage. Goliyan bhi chal gayi aur Priya ki hatya ho gayi. Kya unn logon ko sazaa mil sakegi?
    続きを読む 一部表示
    20 分
  • प्यार में ब्लू व्हेल
    2022/09/15
    Atul ek yuva neta tha aur yeh khabar aayi ki usne khudkhushi kar li hai. Uski premika Preeti ne media ko bataaya ki Atul apne career ke prati laaparwah tha, iss wajah se vah usse doori banaane lagi thi. Par iss khudkhushi mein uska aur uske pita ka koi haath nahin tha. Lekin Atul ne aatmahatya Preeti ke ghar par hi ki thi. Vah dono 13 saal se ek doosre ko jaante the. Phir Facebook se kuchh aisi baatein pata chali jiski wajah se iss case ki tasveer badal gayi.
    続きを読む 一部表示
    12 分

Crime Stories by Delhi Press, Season 16に寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。