プレビューの再生
  • Family Drama Stories by Delhi Press, Season 11

  • 著者: Delhi Press
  • ナレーター: Rupa Bhimani
  • ポッドキャスト

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

Family Drama Stories by Delhi Press, Season 11

著者: Delhi Press
ナレーター: Rupa Bhimani
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Audible prastut karta hai Family Drama Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Paarivarik sambandh gehre hote hain lekin kaafi naazuk bhi hote hain. Kayi baar ek hi ghar mein rehte huye bhi parivaar ke sadasya ek doosre ko nahin samajh paate. Lagaav ke saath ek doosre ke prati dwesh, gussa aur kadvahat aane lagti hai jab samaajik mulya aur apni soch mein antar hota hai. Shaadi ke baad aksar rishton mein badlaav aane lagta hai aur mahilaon ko ek naye parivaar mein jagah banaane mein dikkat aati hai. Saas-sasur bahu ko kabhi beti ki tarah apna lete hain aur kabhi unko paraaya samajhte hain. Samvedansheel aur manoranjak drishti se paarivarik rishton ko prastut karti yeh kahaniyan ghar, samaaj aur badalte samay ki jhalak deti hain. Har ghar ki kahani vishesh hai, lekin har kahani mein aapko apne ghar ka koi sadasya, apne parivaar ki paristhityan bhi zaroor milengi!
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Audible prastut karta hai Family Drama Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Paarivarik sambandh gehre hote hain lekin kaafi naazuk bhi hote hain. Kayi baar ek hi ghar mein rehte huye bhi parivaar ke sadasya ek doosre ko nahin samajh paate. Lagaav ke saath ek doosre ke prati dwesh, gussa aur kadvahat aane lagti hai jab samaajik mulya aur apni soch mein antar hota hai. Shaadi ke baad aksar rishton mein badlaav aane lagta hai aur mahilaon ko ek naye parivaar mein jagah banaane mein dikkat aati hai. Saas-sasur bahu ko kabhi beti ki tarah apna lete hain aur kabhi unko paraaya samajhte hain. Samvedansheel aur manoranjak drishti se paarivarik rishton ko prastut karti yeh kahaniyan ghar, samaaj aur badalte samay ki jhalak deti hain. Har ghar ki kahani vishesh hai, lekin har kahani mein aapko apne ghar ka koi sadasya, apne parivaar ki paristhityan bhi zaroor milengi!
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
エピソード
  • जमाना बदल गया
    2022/07/07
    Aishwarya ko ek achchi company mein naukri mil gayi thi. Usne ek bond sign kiya tha jiske anusaar vah do saal tak wahin naukri karegi. Aishwarya ka boss Sushant tha. Shuru mein vah usse kaafi achche se baat karta tha. Phir ek din usne kaha ki Aishwarya agar America jaana chaahe toh vah use wahan ek project par bhej sakta hai. Vah khush ho gayi lekin Sushant ne apni shart saamne rakhi ki tab tak Aishwarya ko uske saath sambandh banaane honge. Aishwarya iss jaal se kaise niklegi?
    続きを読む 一部表示
    24 分
  • क्षितिज के उस पार
    2022/07/07
    Ritu aur Abhay pati-patni the. Unke bachche bhi the lekin unki naukri alag sheheron mein thi. Paise kamaane ke liye dono hi apni naukri nahin chhod sakte the. Lekin jab Abhay zyada paise kamaane laga toh usne Ritu ko naukri chhod kar uske paas aane ke liye kaha. Ritu ab apni naukri nahin chhodna chaahti thi. Kaam aur parivaar ke beech Ritu kaise kisi ek ko chhode? Kya iss wajah se uske rishte mein dooriyan aa jayengi? Kya Abhay uski yeh baat samajh sakega?
    続きを読む 一部表示
    19 分
  • औरत का दर्द
    2022/07/07
    Rupa kaafi sundar thi aur uski shaadi Rupesh se ho gayi thi. Jab vah sasuraal aayi toh use kuchh baatein ajeeb lagi. Uska pati usse door rehta tha, vah apne pati nahin balki nanad ke saath ek kamre mein soti thi. Uska devar usse kaafi ghulne-milne laga aur jab usne saas se shikayat ki toh saas ne apne bete ka paksh hi liya. Rupa samajh gayi ki uske pati mein kami thi aur shayad parivaar chaahta tha ki vah devar ke saath sambandh bana kar ek waaris ko janam de. Ab Rupa kya faisla legi?
    続きを読む 一部表示
    10 分

Family Drama Stories by Delhi Press, Season 11に寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。