プレビューの再生
  • Family Drama Stories by Delhi Press, Season 16

  • 著者: Delhi Press
  • ナレーター: Hansraj Shetty
  • ポッドキャスト

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

Family Drama Stories by Delhi Press, Season 16

著者: Delhi Press
ナレーター: Hansraj Shetty
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Audible prastut karta hai Family Drama Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Paarivarik sambandh gehre hote hain lekin kaafi naazuk bhi hote hain. Kayi baar ek hi ghar mein rehte huye bhi parivaar ke sadasya ek doosre ko nahin samajh paate. Lagaav ke saath ek doosre ke prati dwesh, gussa aur kadvahat aane lagti hai jab samaajik mulya aur apni soch mein antar hota hai. Shaadi ke baad aksar rishton mein badlaav aane lagta hai aur mahilaon ko ek naye parivaar mein jagah banaane mein dikkat aati hai. Saas-sasur bahu ko kabhi beti ki tarah apna lete hain aur kabhi unko paraaya samajhte hain. Samvedansheel aur manoranjak drishti se paarivarik rishton ko prastut karti yeh kahaniyan ghar, samaaj aur badalte samay ki jhalak deti hain. Har ghar ki kahani vishesh hai, lekin har kahani mein aapko apne ghar ka koi sadasya, apne parivaar ki paristhityan bhi zaroor milengi!
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Audible prastut karta hai Family Drama Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Paarivarik sambandh gehre hote hain lekin kaafi naazuk bhi hote hain. Kayi baar ek hi ghar mein rehte huye bhi parivaar ke sadasya ek doosre ko nahin samajh paate. Lagaav ke saath ek doosre ke prati dwesh, gussa aur kadvahat aane lagti hai jab samaajik mulya aur apni soch mein antar hota hai. Shaadi ke baad aksar rishton mein badlaav aane lagta hai aur mahilaon ko ek naye parivaar mein jagah banaane mein dikkat aati hai. Saas-sasur bahu ko kabhi beti ki tarah apna lete hain aur kabhi unko paraaya samajhte hain. Samvedansheel aur manoranjak drishti se paarivarik rishton ko prastut karti yeh kahaniyan ghar, samaaj aur badalte samay ki jhalak deti hain. Har ghar ki kahani vishesh hai, lekin har kahani mein aapko apne ghar ka koi sadasya, apne parivaar ki paristhityan bhi zaroor milengi!
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
エピソード
  • भंवरजाल : जब भाई बहन ने लांघी रिश्तों की मर्यादा
    2022/08/18
    Rintu aur Sonalika door ke bhai-behen the. Lekin unka rishta kuchh ajeeb tha. Vah kaafi kareeb the aur ek doosre ke saath hi rehte the. Kayi baar vah haath bhi pakde rehte the. Rintu ki shaadi mein Sonalika ne kaafi dhoom machaayi lekin Rintu ki patni ne bhi unn dono ko haath pakad kar baithe dekha. Sonalika ki shaadi bhi ho gayi aur vah ek bachchi ki ma bani. Lekin phir bhi Rintu aur Sonalika ka rishta kaafi kareeb ka tha.
    続きを読む 一部表示
    16 分
  • भरोसेमंद- शर्माजी का कड़वा बोलना लोगों को क्यों पसंद नही आता था?
    2022/08/18
    Log aksar kadva bolne waale vyakti se door rehte hain aur unhe pasand nahin karte. Sharma-ji ko bhi log office mein pasand nahin karte the kyunki vah andar se narm the lekin har baat saaf bol dete the. Ek din Tiwari-ji kaafi pareshaan the aur Sharma-ji ke paas aaye. Unki beti kaafi paise kamaa leti thi lekin ghar mein bilkul kharch nahin karti thi. Sharma-ji ne unko aisa kya upaaye bataaya jisse unki samasya sulajh gayi? Office mein bhi sabka vyavahar Sharma-ji ke liye badal gaya.
    続きを読む 一部表示
    15 分
  • भोर- राजवी को कैसे हुआ अपनी गलती का एहसास
    2022/08/18
    Rajvi dekhne mein bohot sundar thi lekin use iss baat ka kaafi abhimaan tha. Neetu aunty ne use Akshay se milwaya jo America mein rehta tha. Dono ne ek doosre ko pasand kiya lekin Rajvi ko lagta tha ki Akshay dekhne mein sanwala hai aur uski tarah aakarshak nahin hai. Vah shaadi ke baad doosre ladkon ke saath zyada samay bitaane lagi aur ghar ka bhi khayal nahin rakhti thi. Jab Akshay ne Neetu ko yeh baat bataane ki koshish ki toh Rajvi ne keh diya ki vah use naukrani aur cook bana kar rakhna chaahta tha. Kya unn dono ke beech sulah ho sakegi?
    続きを読む 一部表示
    22 分

Family Drama Stories by Delhi Press, Season 16に寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。