サンプル
  • Karein koshish, Banein jyotish

  • 著者: Peeyush Singh
  • ポッドキャスト

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

Karein koshish, Banein jyotish

著者: Peeyush Singh
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Karen koshish, bane Jyotish : Jyotish vigyan utna hi purana hai jitni purani hamari sabhyata hai. Vigyan ke ek ang ki tarah hi iska dayra bhi bahut bada hai aur bahut gahra bhi. Jyotish shastra apne bheetar itna gyan aur itni sambhavnayen samete huye hain jinhe samajhne ke liye bahut dhairya aur samay chahiye hota hai. Is series ke jariye hamara prayas hai ki jyotishshastra ki vo tamam basic jankariyan aap tak pahuncha saken jinki madad se aap is bahut mushkil lagne wale vishay ko aasani se samajh saken aur iski madad se apne jeewan se jude prashno ke uttar pa saken sath hi koi aapko jyotish ke naam par aage se dara na sake na hi aapka galat fayda utha sake.

    ©2021 Peeyush Singh (P)2021 Peeyush Singh
    続きを読む 一部表示
activate_samplebutton_t1
エピソード
  • Episode 01: Janm kundali ki mool sanrachna
    2021/09/10

    Is episode me ham samjhenge ki janm kundali kaise banti hai,kundali me kahi gai baton ka kya arth hota hai ise kaise samjha jata hai.

    続きを読む 一部表示
    15 分
  • Episode 02: Kundali ke bhav sthan (bhag 1)
    2021/10/14
    Kundali me bhav kya hote hain, inka hamari kundali par aur fir hamare jeewan par kya asar padta hai is baare me vistar se samajhne ke liye is episode ko suniye aur sunaiye apne doston ko bhi.
    続きを読む 一部表示
    18 分
  • Episode 03: Kundali ke bhav sthan(bhag 2)
    2021/10/14
    Kundali ke bhav sthan dekhkar ham Jaan sakte hain ki hamara aane wala bhavishya kaisa hoga sath hi jeewan me chal rahe uthar chadhav ka jawab bhi in bhav sthanon ko samajh kar mil sakta hai. Is episode me ham inhi bhav sthanon ko aur achhe se samajhne ki koshish karenge
    続きを読む 一部表示
    16 分

あらすじ・解説

Karen koshish, bane Jyotish : Jyotish vigyan utna hi purana hai jitni purani hamari sabhyata hai. Vigyan ke ek ang ki tarah hi iska dayra bhi bahut bada hai aur bahut gahra bhi. Jyotish shastra apne bheetar itna gyan aur itni sambhavnayen samete huye hain jinhe samajhne ke liye bahut dhairya aur samay chahiye hota hai. Is series ke jariye hamara prayas hai ki jyotishshastra ki vo tamam basic jankariyan aap tak pahuncha saken jinki madad se aap is bahut mushkil lagne wale vishay ko aasani se samajh saken aur iski madad se apne jeewan se jude prashno ke uttar pa saken sath hi koi aapko jyotish ke naam par aage se dara na sake na hi aapka galat fayda utha sake.

©2021 Peeyush Singh (P)2021 Peeyush Singh

Karein koshish, Banein jyotishに寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。