エピソード

  • Ep 24 : Science - Asli Ya Nakli?
    2023/07/24

    There are many things, which we owe to science jo humare world ko special banaati hain. Par sath hi hai pseudo science- yaani ki science ke naam pe galat

    theories….jo world ko mislead karne ka potential rakhti hain.

    Pata karte hai iss episode mein, Pseudo Science ki ek random si Flat Earth theory ke baare mein aur karte hain explore, the threats of pseudo-science in this episode of Point Pe Aao Na.

    続きを読む 一部表示
    10 分
  • Ep 23 : Climate Badal Gaya Toh?
    2023/07/17

    Global Warming….melting iceberg….tsunami….kya nahi juda hua hai climate change ke sath! Saalon pehle hue limate change, ne dinosaurs ko extinct kar diya tha.

    Experts ki maane toh, aaj ek baar phir, climate change ke grave consequence ke behad karreb khadey hain hum.Aur climate change ke challenge ko samjhne aur samjhaane ki koshish karenge hum in today’s episode of Point Pe Aao Na.

    続きを読む 一部表示
    11 分
  • Ep 22 : Ancient Architectural Marvels
    2023/07/10

    Marvelous Architectural Monuments….aur unka marvelous aur mysterious
    itihaas! bemisaal Engieering aur Science ki kahaani kehte hain kuchh bemisaal
    Architectures….chahe wo
    India ke ho ya abroad ke!
    Purane gigantic Sun dials….jantar mantar….Chichen
    Itza…..Machu Pichu….har puraane architecture mein hai life ka ek esson aur Sciene ka
    application ! Aur inhi ancient architecture ko explore karta hai humara aaj ka episode….Ancient
    Architectural Marvels!

    続きを読む 一部表示
    12 分
  • Ep 21 : Chalti Ka Naam Gaadi
    2023/07/03

    Kaha jata hai ki human history mein sabse bade inventions mein se ek hai- wheel ka invention! Aur is wheel sei hi aaya baki bahut kuchh, including our favourite cars. Kya the past, and future kya hai is automobile industry ka? AI ke positive impacts aur iske challenges ko samajhne ki koshish karenge hum aaj ke Paoint Pe Aao Na ke episode mein!

    続きを読む 一部表示
    11 分
  • Ep 20 : Aye Bhai, What’s AI?
    2023/06/26

    Computer….manav itihaas mein shayad sabse bade inventions mein sei ek hai!

    Aur aaj,human intelligence ko bhi improve karne ki koshish ki ja rahi hai computer ke artificial intelligence ke help sei!

    Shayad ek din computer ki yeh intelligence human intelligence ko bhi maat de jaye! But aaj ki date mein kya hai reality of AI…

    aao jaante hain na bhai in this episode of Point Pe Aao Na!

    続きを読む 一部表示
    12 分
  • Ep 19 : CONTINENTAL DRIFT – Hilte Dulte plates
    2023/06/19

    Continents kaise bane? Aur woh oceans sei alaag kaise huye.

    Hamare earth ke tayyar hone ki aur uskey modern shape lene ke pichhe ki jo story hai….

    That has created a lot of interest among people all the while.

    In our today’s episode of Point Pe Aao Na…..hum usi ko samajhne ki koshish karenge.

    Listen now to know it all!

    続きを読む 一部表示
    10 分
  • EP 18 : Universe ka Panchnama
    2023/06/12

    Humaare itne badey Universe ke andar kya-kya raaz chhupe hain?
    Isski shuruaat kaha sei hui?

    Big Bang Theory hai kya? Uska aaj ki humari duniya ke sath koi
    connection hai kya?

    Chalo, aaj Point Pe Aao Na ki is episode mein chalte hain us point par, jab
    universe pehli bar existence mein aaya. Listen now!

    続きを読む 一部表示
    10 分
  • Ep 17 : Secret Societies & Where to Find Them
    2023/06/05

    Bade bade naamo…..bade bade logo se bani
    societies, jo sadiyo se hain knowledge ka source, but still yeh societies hain secret.

    Samrat Ashok ke Nau anjaane log kaun hai? Illuninati ya phir Freemasons ki kya hai mystery?

    In sab ki kahani….hamari zubani….aajke show mein. Listen to get infotained now!

    続きを読む 一部表示
    13 分