プレビューの再生

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

Postcard with Divya Prakash Dubey

著者: Divya Prakash Dubey
ナレーター: Divya Prakash Dubey
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Audible presents Postcard with Divya Prakash Dubey, an Audible Original. Hum sabhi ki zindagi mein aise log hote hain jo ek samay par hamari lifeline the, lekin zindagi ki bhagdaud ke beech pata nahin kab kho gaye. Fhir achanak ek din voh aise yaad aate hain jaise aati hai bin mausam wali tez barish. Toh chaliye apni routine zindagi se ek non-commercial break lete hain aur chalte hain un galiyon mein jahan hum apna kuch hissa chod aaye the. Shayad kisi akhbar ke niche daba koi postcard mil jaye. Disclaimer: Yeh show shrotaaon ke manoranjan ke liye hai. Yeh ek kaalpanik kriti hai aur vaastvik vyaktiyon, vyapaaron, jagahon ya ghatnaaon se kisi bhi prakaar ki samaanta sanyog-aatmak hai. Iss show ka abhipraaye kisi bhi vyakti, sansthaan, jaati, samudaay ya nasl ko aahat ya badnaam karna ya kisi sansthaan ya vyakti, jeevit ya mrit, ki avmaana karna nahin hai. Shrotaaon se unke vivekadhikaar ka upyog karne ki salaah di jaati hai.
    ©2022 Audible Singapore Private Limited (P)2022 Audible Singapore Private Limited
    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Audible presents Postcard with Divya Prakash Dubey, an Audible Original. Hum sabhi ki zindagi mein aise log hote hain jo ek samay par hamari lifeline the, lekin zindagi ki bhagdaud ke beech pata nahin kab kho gaye. Fhir achanak ek din voh aise yaad aate hain jaise aati hai bin mausam wali tez barish. Toh chaliye apni routine zindagi se ek non-commercial break lete hain aur chalte hain un galiyon mein jahan hum apna kuch hissa chod aaye the. Shayad kisi akhbar ke niche daba koi postcard mil jaye. Disclaimer: Yeh show shrotaaon ke manoranjan ke liye hai. Yeh ek kaalpanik kriti hai aur vaastvik vyaktiyon, vyapaaron, jagahon ya ghatnaaon se kisi bhi prakaar ki samaanta sanyog-aatmak hai. Iss show ka abhipraaye kisi bhi vyakti, sansthaan, jaati, samudaay ya nasl ko aahat ya badnaam karna ya kisi sansthaan ya vyakti, jeevit ya mrit, ki avmaana karna nahin hai. Shrotaaon se unke vivekadhikaar ka upyog karne ki salaah di jaati hai.
©2022 Audible Singapore Private Limited (P)2022 Audible Singapore Private Limited
エピソード
  • Episode 1 - Ishq e Mishra

    Episode 1 - Ishq e Mishra

    Postcard with Divya Prakash Dubey
    2022/03/10
    Ye zaroori nahi ki pyaar hamesha safed ghode par baithkar hi aaye. Pyaar scooter par daftar jaata hua bhi mil sakta hai aur rasoi mein atta gunth'ta hua bhi. Hindustan mein zyadatar prem kahaniyan kisi chaka-chaundh mein nahin upajti . Aisi hi dal-roti si kahani hai Mishra ji ki jinhone ishq karna kisi bollywood film se nahin balki apne aap zindagi ki jaddo-jehed ke beech sikha hai.
    続きを読む 一部表示
    16 分
  • Episode 2 - Bhaiyalal Special

    Episode 2 - Bhaiyalal Special

    Postcard with Divya Prakash Dubey
    2022/03/10
    Kya aapne raat thane me guzaari hai? Murli ne guzaari hai. Jab ek baar ek police wale ne usse uske birthday par hi dhar liya tha. Shuru me to darr lag raha tha ki ab kya hoga. Lekin thaane me raat guzaarna itna mazedaar hoga ye kisi ko bhi nahi pata tha. Toh aakhir kyon pakda gaya Murli aur kya kya hua uss raat thaane me? Suniye aur jaaniye
    続きを読む 一部表示
    15 分
  • Episode 3 - Mithui

    Episode 3 - Mithui

    Postcard with Divya Prakash Dubey
    2022/03/10
    Neil yani Professor Neelkanth Vyas ka aaj University mein akhiri din hai, par kya wajah hai ki kabhi chhutti na lene wale Professor Sahab aaj Mithila ko chhodkar jana nahi chahte? Alag hone ke pal se thik pehle ka pal kaisa hota hai? Suniye aur janiye kahaani ‘Mithui’ mein.
    続きを読む 一部表示
    17 分

Postcard with Divya Prakash Dubeyに寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。