• Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 1

  • 著者: Delhi Press
  • ナレーター: Pallavi Bharti
  • ポッドキャスト

Amazonプライム会員限定

3か月無料

聴き放題対象外タイトルです。Audible会員登録で、非会員価格の30%OFFで購入できます。
2024年7月22日までAmazonプライム会員限定で3か月無料体験キャンペーン開催中(プライム会員以外の方は30日間無料)。詳細はこちら
会員は12万以上の対象作品が聴き放題、アプリならオフライン再生可能。
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数。プロの声優や俳優の朗読も楽しめます。
無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。
『Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 1』のカバーアート

Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 1

著者: Delhi Press
ナレーター: Pallavi Bharti
¥0で会員登録し購入

無料体験終了後は月額1,500円。いつでも退会できます

  • サマリー

  • Audible prastut karta hai Romance and Relationship Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Prem ke kayi rang aapko milenge inn kahaniyon mein - junoon, vaasna, sneh, lagaav, jalan aur chaahat. Jawani ke josh mein dhadakta naya pyar premiyon ko kis hadd tak le jaa sakta hai? Kayi saal se saath rehte huye ek doosre ke liye aakarshan mehsoos karna mumkin hai? Kisi teesre insaan ke aane se pyar ki dor kya kamzor padne lagti hai? Sachche pyar aur ek pal ki vaasna mein antar kaise samajh sakte hain? Sadharan logon ki asadharan prem kahaniyon ke saath kabhi aapka dil bhi pehle pyar ke ehsaas se dhadakne lagega, aur kabhi toote huye dil ke baare mein soch kar koi hasrat yaad aayegi. Chaahat, samaajik bandhan aur prem ki vibhinn paribhashaon ki iss duniya mein aapko kabhi jaani-pehchaani yaadein dikhengi aur kabhi kisi bhooli prem kahani ki kasak mil jayegi.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示
エピソード
  • मुक्त: क्या शादी से खुश नही थी आरवी?
    2022/03/04
    Arvi ki shaadi haal mein hi Vansh se huyi thi lekin vah apne-aap mein hi simati rehti thi. Honeymoon par bhi usne sex mein bilkul ruchi nahin dikhayi. Mumbai mein ghar basaane par Arvi dheere-dheere Vansh ko apne ateet ke baare mein bataane lagi. Uski zindagi mein Roshan naam ka ek aadmi hua karta tha jisne use kayi baar lataada tha. Roshan ne yah bhi kaha tha ki Arvi sex ke laayak hi nahin hai. Vansh ne Arvi ko samjhaya ki ateet se mukt hone par hi vah iss naye rishte ko apna payegi.
    続きを読む 一部表示
    13 分
  • का से कहूं- पति विलास का कौनसा सच जान गई थी मोहना?
    2022/03/04
    Mohana aur Vilas ki shaadi ho gayi thi lekin abhi tak unke beech shareerik sambandh nahin ban paaye the. Mohana samajh nahin paa rahi thi ki Vilas uske kareeb kyun nahin aata aur itna udaas kyun rehta hai. Jab dono Panchgani ghoomne gaye toh Mohana ne usse iss baare mein poochha. Vilas ne use bataaya ki bachpan mein uske mausa ji ne uske saath sex kiya tha aur tab se uska aatmavishwas toot gaya tha. Mohana ne use dilaasa diya aur use counsellor ke paas le gayi. Unke rishte ko ek naya mod mila aur Vilas ki zindagi mein ummeed wapas aayi.
    続きを読む 一部表示
    24 分
  • कायापलट: हर्षा को नकारने वाले रोहित को क्यों हुआ पछतावा
    2022/03/04
    Ek karyakram mein Ajay aur Harsha ko ‘best couple’ ghoshit kiya gaya tha. Wahan unki mulaqat Rohit aur Preeti se huyi. Harsha ka wazan zyada hone ke kaaran use aksar logon ki nigaahon ka nishaana banna padta tha. Shaadi se pehle vah Rohit se prem karti thi lekin Rohit ne usse shaadi karne se manaa kar diya tha. Harsha ne Rohit aur Preeti ko ghar aane ka nyota diya. Khaane par baat ho rahi thi toh pata chala ki Rohit aur Preeti ke do miscarriage ho chuke the aur doctor ne Preeti ko wazan kam karne ko kaha tha.
    続きを読む 一部表示
    13 分

あらすじ・解説

Audible prastut karta hai Romance and Relationship Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Prem ke kayi rang aapko milenge inn kahaniyon mein - junoon, vaasna, sneh, lagaav, jalan aur chaahat. Jawani ke josh mein dhadakta naya pyar premiyon ko kis hadd tak le jaa sakta hai? Kayi saal se saath rehte huye ek doosre ke liye aakarshan mehsoos karna mumkin hai? Kisi teesre insaan ke aane se pyar ki dor kya kamzor padne lagti hai? Sachche pyar aur ek pal ki vaasna mein antar kaise samajh sakte hain? Sadharan logon ki asadharan prem kahaniyon ke saath kabhi aapka dil bhi pehle pyar ke ehsaas se dhadakne lagega, aur kabhi toote huye dil ke baare mein soch kar koi hasrat yaad aayegi. Chaahat, samaajik bandhan aur prem ki vibhinn paribhashaon ki iss duniya mein aapko kabhi jaani-pehchaani yaadein dikhengi aur kabhi kisi bhooli prem kahani ki kasak mil jayegi.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan

Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 1に寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。