プレビューの再生
  • Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 11

  • 著者: Delhi Press
  • ナレーター: Dipti Singh
  • ポッドキャスト

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 11

著者: Delhi Press
ナレーター: Dipti Singh
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Audible prastut karta hai Romance and Relationship Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Prem ke kayi rang aapko milenge inn kahaniyon mein — junoon, vaasna, sneh, lagaav, jalan aur chaahat. Jawani ke josh mein dhadakta naya pyar premiyon ko kis hadd tak le jaa sakta hai? Kayi saal se saath rehte huye ek doosre ke liye aakarshan mehsoos karna mumkin hai? Kisi teesre insaan ke aane se pyar ki dor kya kamzor padne lagti hai? Sachche pyar aur ek pal ki vaasna mein antar kaise samajh sakte hain? Sadharan logon ki asadharan prem kahaniyon ke saath kabhi aapka dil bhi pehle pyar ke ehsaas se dhadakne lagega, aur kabhi toote huye dil ke baare mein soch kar koi hasrat yaad aayegi. Chaahat, samaajik bandhan aur prem ki vibhinn paribhashaon ki iss duniya mein aapko kabhi jaani-pehchaani yaadein dikhengi aur kabhi kisi bhooli prem kahani ki kasak mil jayegi.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2022 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Audible prastut karta hai Romance and Relationship Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Prem ke kayi rang aapko milenge inn kahaniyon mein — junoon, vaasna, sneh, lagaav, jalan aur chaahat. Jawani ke josh mein dhadakta naya pyar premiyon ko kis hadd tak le jaa sakta hai? Kayi saal se saath rehte huye ek doosre ke liye aakarshan mehsoos karna mumkin hai? Kisi teesre insaan ke aane se pyar ki dor kya kamzor padne lagti hai? Sachche pyar aur ek pal ki vaasna mein antar kaise samajh sakte hain? Sadharan logon ki asadharan prem kahaniyon ke saath kabhi aapka dil bhi pehle pyar ke ehsaas se dhadakne lagega, aur kabhi toote huye dil ke baare mein soch kar koi hasrat yaad aayegi. Chaahat, samaajik bandhan aur prem ki vibhinn paribhashaon ki iss duniya mein aapko kabhi jaani-pehchaani yaadein dikhengi aur kabhi kisi bhooli prem kahani ki kasak mil jayegi.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2022 Delhi Press Patra Prakashan
エピソード
  • साठ पार का प्यार
    2022/09/15
    Suhani ki umr 60 saal thi aur pati Sameer 64 saal par retire ho gaya tha. Ab vah ghar ke har kaam mein ghar ke staff ko tokne laga. Suhani ne iske liye ek upaaye nikaala. Vah apni sehat ka khoob khayal rakhne lagi aur naye kapde pehenne lagi. Pati ne poochha toh usne kaha ki yeh 60 ka pyar hai, khud se. Iss tarah Suhani ke badle rang-dhang ko dekh kar Sameer bhi utsaahit hone laga aur uske saath vah bhi jogging par nikal pada.
    続きを読む 一部表示
    26 分
  • सौदामिनी
    2022/09/15
    Saudamini ka janam hote hi uski ma ki mrityu ho gayi thi. Jab vah badi huyi toh use Mridul naam ke vyakti se pyar ho gaya. Magar uske dada iss rishte ke liye raazi nahin huye aur uski shaadi Aditya se karwa di. Aditya asal mein kisi aur mahila se pyar karta tha aur usne kabhi Saudamini ko khush nahin rakha. Saudamini ne yeh baat apne sasur ko bataa di. Kya vah uski baat samajh sakenge? Kya uski zindagi mein Mridul wapas lautega?
    続きを読む 一部表示
    43 分
  • सावित्री और सत्य: त्याग और समर्पण की गाथा
    2022/09/15
    Savitri ki shaadi ko ek saal ho gaya tha aur tabhi uske pati ki mrityu ho gayi. Ek raat ghar ke bahar se bade dhamaake ki awaaz aayi. Sab bahar daude toh dekha ki hawaijahaaz ke tukde jal rahe the. Usmein ek naujawan bhi tha jiski haalat naazuk lag rahi thi aur use hospital pohonchaaya gaya. Uska chehra bhi jal gaya tha aur vah coma mein chala gaya. Aakhir uss aadmi ki pehchaan kya thi aur kya uski jaan bach sakegi? Kya Savitri ki zindagi mein naye rang aane waale the?
    続きを読む 一部表示
    13 分

Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 11に寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。