プレビューの再生
  • Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 3

  • 著者: Delhi Press
  • ナレーター: Prachi Chaube
  • ポッドキャスト

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 3

著者: Delhi Press
ナレーター: Prachi Chaube
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Audible prastut karta hai Romance and Relationship Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Prem ke kayi rang aapko milenge inn kahaniyon mein - junoon, vaasna, sneh, lagaav, jalan aur chaahat. Jawani ke josh mein dhadakta naya pyar premiyon ko kis hadd tak le jaa sakta hai? Kayi saal se saath rehte huye ek doosre ke liye aakarshan mehsoos karna mumkin hai? Kisi teesre insaan ke aane se pyar ki dor kya kamzor padne lagti hai? Sachche pyar aur ek pal ki vaasna mein antar kaise samajh sakte hain? Sadharan logon ki asadharan prem kahaniyon ke saath kabhi aapka dil bhi pehle pyar ke ehsaas se dhadakne lagega, aur kabhi toote huye dil ke baare mein soch kar koi hasrat yaad aayegi. Chaahat, samaajik bandhan aur prem ki vibhinn paribhashaon ki iss duniya mein aapko kabhi jaani-pehchaani yaadein dikhengi aur kabhi kisi bhooli prem kahani ki kasak mil jayegi.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Audible prastut karta hai Romance and Relationship Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Prem ke kayi rang aapko milenge inn kahaniyon mein - junoon, vaasna, sneh, lagaav, jalan aur chaahat. Jawani ke josh mein dhadakta naya pyar premiyon ko kis hadd tak le jaa sakta hai? Kayi saal se saath rehte huye ek doosre ke liye aakarshan mehsoos karna mumkin hai? Kisi teesre insaan ke aane se pyar ki dor kya kamzor padne lagti hai? Sachche pyar aur ek pal ki vaasna mein antar kaise samajh sakte hain? Sadharan logon ki asadharan prem kahaniyon ke saath kabhi aapka dil bhi pehle pyar ke ehsaas se dhadakne lagega, aur kabhi toote huye dil ke baare mein soch kar koi hasrat yaad aayegi. Chaahat, samaajik bandhan aur prem ki vibhinn paribhashaon ki iss duniya mein aapko kabhi jaani-pehchaani yaadein dikhengi aur kabhi kisi bhooli prem kahani ki kasak mil jayegi.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
エピソード
  • प्रेम परिसीमा: कैसा था उन दोनों का वैवाहिक जीवन
    2022/01/24
    Karunanidhi aur Madhumati pati patni the. Dono umr ke akhri padaav par the. Karunanidhi ko heart attack aaya, vah hospital mein admit the. Unhe ab bhi vah din yaad the jab vah dono jawaan the. Unka prem charam par tha. Dheere-dheere unke vivaahit jeewan mein dooriyaan aayi thi, bachche hone ke baad Madhumati unn par hi zyada dhyan deti thi. Karunanidhi iss umr mein bhi Madhumati ko dekh romanchit hota tha. Kya iss sthiti mein prem ke vichaar aur bhavnayein Madhumati sweekar kar sakegi?
    続きを読む 一部表示
    19 分
  • कम्मो डार्लिंग : कमली के साथ क्या हुआ
    2022/01/24
    Nitesh aur Kamli ki shaadi kisi majboori mein huyi thi. Shaadi ke baad Nitesh apni patni ko sheher le aaya. Wahan aa kar Kamli kaafi badal gayi. Ek din jab Nitesh kaam se wapas aaya toh usne paaya ki ghar par taala laga hai. Der raat ko Kamli lauti aur usne bataya ki vah Akash se pyar karti thi aur uske saath rehne lagi. Nitesh ab samajh nahin paa raha tha ki khud ko kaise sambhaale. Kayi dinon baad Kamli phir mili, toh uske halaat badal gaye the.
    続きを読む 一部表示
    18 分
  • कोई शर्त नहीं: भाग
    2022/01/24
    Kuldeep ka transfer Gujarat seema ke paas ek adivasi ilaake mein ho gaya tha. Wahan sewak Zoravar Singh apni patni Radha ke saath rehta tha. Vah apni patni ko maarta tha. Ek din vah patni ko buri haalat mein chhod kar gayab ho gaya. Kuldeep ne Radha ka khayal rakha aur dono ke beech sambandh ban gaye. Kuldeep ka phir transfer ho gaya. Vah kayi saal baad jab wahan lauta toh Radha mili aur uske saath ek bachcha bhi tha jo dekhne mein Kuldeep jaisa tha.
    続きを読む 一部表示
    21 分

Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 3に寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。