サンプル
  • #lockdown: मेरे सामने वाली खिड़की पे (भाग-3)

  • 著者: Mini Singh
  • ナレーター: Yogita Singh
  • 2022/09/15
  • 再生時間: 25 分
  • ポッドキャスト

Audible会員プラン 無料体験

上記からお申込みいただくと30日間の無料体験期間が付与されます。現在開催中の2か月無料体験キャンペーンには、こちらのキャンペーンページからお申込みください。
会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数。プロの声優や俳優の朗読も楽しめます。
無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

#lockdown: मेरे सामने वाली खिड़की पे (भाग-3)

著者: Mini Singh
ナレーター: Yogita Singh
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Rachna ko saaf safai pasand thi, ghar ke saare kaamo ki zimmedari uski thi aur office ka kaam bhi usse ghar se hi karna padta tha. Apni saheli ki salah pe usne ghar ke ek hawadar kone ko apna office bana liya. Us din usse ehsaas hua ki saamne waali khidki se koi usse ghoor raha hai. Ek din dono ki nazre takra gayi, Shikhar aur Rachna ki baaton ka silsila shuru ho gaya. Dono ek dusre ki aur akarshit hone lage aur kagaz par likh kar baatein karne lage. Shikhar ki biwi uski jasoosi karne lagi aur waha Rachna apne pati ke sone ke baad Shikhar se chatting karti. Wo chat pe milne lage, aur unki zindagi haseen hone lagi. Rachna ko lagta tha ki uska pati jaan bujh ke office se late aata hai kyunki uska kisi ke saath chakkar chal raha hai aur Shikhar bhi apni biwi se pareshan tha. Ek din apne pati ko office bhej kar jab Rachna ghar se nikli toh Shikhar ne apni gaadi uske saamne rok di, isse pehle ki wo kuch bolti Shikhar ne apni ungli uske muh par rakh di. Dono chahte the waqt wahi tham jaye.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2022 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示
activate_samplebutton_t1

あらすじ・解説

Rachna ko saaf safai pasand thi, ghar ke saare kaamo ki zimmedari uski thi aur office ka kaam bhi usse ghar se hi karna padta tha. Apni saheli ki salah pe usne ghar ke ek hawadar kone ko apna office bana liya. Us din usse ehsaas hua ki saamne waali khidki se koi usse ghoor raha hai. Ek din dono ki nazre takra gayi, Shikhar aur Rachna ki baaton ka silsila shuru ho gaya. Dono ek dusre ki aur akarshit hone lage aur kagaz par likh kar baatein karne lage. Shikhar ki biwi uski jasoosi karne lagi aur waha Rachna apne pati ke sone ke baad Shikhar se chatting karti. Wo chat pe milne lage, aur unki zindagi haseen hone lagi. Rachna ko lagta tha ki uska pati jaan bujh ke office se late aata hai kyunki uska kisi ke saath chakkar chal raha hai aur Shikhar bhi apni biwi se pareshan tha. Ek din apne pati ko office bhej kar jab Rachna ghar se nikli toh Shikhar ne apni gaadi uske saamne rok di, isse pehle ki wo kuch bolti Shikhar ne apni ungli uske muh par rakh di. Dono chahte the waqt wahi tham jaye.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2022 Delhi Press Patra Prakashan

#lockdown: मेरे सामने वाली खिड़की पे (भाग-3)に寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。